![]() |
| Sabse bada rog...kya kahenge log....๐ |
Free net aur free time hai.....
Sawalo ke jawab dete dete.....lagta hai khud ek sawal hoon..,
Sabki sun sun....khud se hi paresaan hoon...,
Sabki sun sun....khud se hi paresaan hoon...,
Sab sath toh hai...koi kami nahi...phir kyu mayush hoon..,
Itna shor hai andar......,bahar kyu khamosh hoon..,
Kahte hai log...waqt badlega...,
Jo chahega woh mil jayega....patjhad me bhi phool khil jayega..,
Kaun hai tu...,
Kishne yaha sab kuch paya hai.... jo tu payega..,
Waqt ke sath tu yeh bhi...... samajh jayega..,
Humari zindgi khuli kitab.. ya..bezaan laash hai.....suna yeh kai baar hai..,
Meri mano....,hmri zindgi ek gaana hai... jise sabko aake bajana hai..,
Aab mujhse,......na ho payega...,tut chuka hoon..,haar chuka hoon mein..,
Jo kai baar kah chuka hoon mein....,yeh sare bahane hai..,
Sabse nazre bachane ke...aur khud se na kah paane ke..,
Chahat galat hoti hai......,jo paya sahi paya....,
Yeh baatein dimag ko samajh aati hai......Dil ko nahii..,
Yeh baatein dimag ko samajh aati hai......Dil ko nahii..,

เค เคคिเคธुंเคฆเคฐ
ReplyDelete